Tum lagte mujhe bahut pyaare ho isley darr jati hun kabhi kabhi,
Kahin durr na chale jao darr yun bhi lagta hai kabhi kabhi
Najane kya samay ka rukh tha jo tumse yun baat hui
Anjane hum rahe nahin par kyun yun mulaqat hui
Tum achhe yun lagte ho
Phir kyun ghumo ki barsat hui
Jane anjane mein ye kya main kar rahi hun
Apne hi khyalon se mein kyun yun lad rahi hun
Tera chehra dekhne ko ye dil hai rota
Main kehti hun haalat hai maan ja yun na ho chhota
Dur ho yun tum phir bhi na ye manein chahe tumhein hi ye aur kuchh na jaane
Khair ye galti toh nahin hai
Bas pyari si bhul yun hui hai
Jante hum hain nahi magar
Apse hi kyun itni chaahat hui hai

No comments:
Post a Comment